Big AdSense Update: AdSense per page ad limitation changed in 10 days ago in hindi
Big AdSense Update: AdSense per page ad limitation changed in 10 days ago in hindi
Hello friends Google AdSense ne Just thode din pahle hi AdSense ki jo bahot purani jo ad placement ki policy thi usko remove kar diya hai and new policy ko lagu kar diya hai. apko pata hi hoga ki old adsense policy me aap
3 content unit
3 Links unit
2 AdSense for search box
and aap sirf ek page me ek hi big banner vala ad use kar sakte the.
But ab New ad policy ke mutabik aap jitne chahe ad unit apne blog ya website me laga sakte hai and big banner bhi laga sakte hai me majak nai kar raha hu. ye bilkul 100% Correct news hai aapko yakin na aata ho to aap supportmeindia.com ki visit puri details post padh sakte ho .and usse bhi aap satisfied na ho to apko google ad placement ki new policy padh leni chahiye.
AdSense Kya hai? and AdSense approved kaise milta hai ye sab janne ke liye yaha click kare
AdSense Ne Apni Ad policy me bahot bada changes kar diya hai padhe puri khabar.
Old Ad Policy Vs New Ad Policy:
@Old Ad Policy
Old ad policy ki bat kare to aap apni website me ek page me sirf 3 content unit, 3 link unit , 2 AdSense for search laga sakte the. and ek bat har blogger AdSense publisher ke liye apni website ke ek page me 3 se jyada ad unit lagana jaise ek sapne saman tha but Google AdSense ne apka ye salo purana sapna pura ya yu kahe to sakar kar diya hai. ye 3 se jayada ads lagana sirf AdSense premium partner ke liye allowed tha , free AdSense publisher ke liye nai ye allowed tha. but ab Google AdSense ne ye premium and free publisher vali duri ko mita diya hai.
Uc union me account banake kaise unlimited income bana sakte hai. jane hindi me
Online Recharge Kaise kare jane hindi me?
@New Policy
Ab Baat karte hai new Google AdSense ad policy ki. To new ad policy ke mutabik aap jitne chahe ad unit apne blog me laga sakte hai. aesa karne google ki privacy ulanghan nai mana jayega so bephikar rahe. Google ke aesa rulea change karne se aap apne web Page me jayada ad unit laga ke 100% jayada revenue increase kar sakte hai . Google ka aesa decision lene ke piche yahi reason tha ki koi bhi visitors jo kuch bhi search karne ke liye ya koi product ki shopping karne ke liye barbar google search engine ki visit karni padti thi , now google ne ye niyam lagu karke all Google visitors ki problems ka solution lake diya hai , ab koi bhi visitors site ki visit karega to site me aesi sab ads visitors ko dekhne ko milegi jiski usse jarurat hai.
proof Required
Ensuring proper ad placement
seo increse karne ke liye kya kare padhe hindi me top killer 14 tricks
Free Domain lene ke liye yaha click kare
Custom Domain 99/- rupees me lene ke liye yaha click kare
isliye Google AdSense ne ye rules lagu karke billions Google publishers ke liye jayada paise kamane ka dwar khol diya hai.
paiye free 500Mb Free internet in one click.
Facebook ki app se account kaise banate hai jane hindi me?
Extra advise by Admin
Google AdSense ne bhale hi ye rules lagu kiya but uske dusre rules me koi bhi changes nai hua hai jaise ki
aap apni site pe ads pe khud ya dusro ko click karne ke ke liye nahi keh sakte
jitna jaldi ho sake black hat seo ka use finish kar de varna future me AdSense se juda bhi hona ya banned bhi hona pad sakta hai.
New ad Policy On Admin Advise:
Apne Uper dekha ki AdSense ne apni old ad privacy change karke new ad privacy lagu ki hai to uske tahat aap jitne chahe ad unit apne ek webpage par laga sakte hai, but my advise bhale hi AdSense ne 3 se jayada ad unit lagane ki permission de di hai phir bhi aap minimum 5 hi ads unit use kare usse jayada bhi aap kar sakte hai but my personal advise ki aap maximum 5 ad unit hi use kare and minimum 3.
and jo aap 5 se jayada ad unit use karte ho to AdSense policy ka ulanghan to nai hoga but nuksan apka hi hoga , nuksan ye hi aap ki site ki loading speed par bad effect padega . Google index par bhi effect padega and apko pata hi hai ki koi bhi bloggers ke liye seo kitna important hai.
or ek bat apki post 5000 ya usse jayada words ki hai to aap jayada ads unit use kare and apki 1000 words ki post hai toh kam ads ad unit use karo
So aap Enjoy karo and more and more revenue Google AdSense se increase karo. agar apko ye post achi lagi ho to apne friends and social media pe share jarur kare. thank you all visitors for your precious time in my site.
Tnk u dear 4 share this article with us
ReplyDelete