||Blogger ke liye free me domain kaise kharide full tricks in hindi



Hello dosto good evening. abhi me apke sath free me domain kaise kharide uski full details share karne ja raha hu to aap dhayan se puri post padhna to hi aap samaj payege ki free domain buy karne ki process kya hai.

Free Domain kaise kharide?

Ham bat .com, .in, .net, .org aese custom domain nai kar rahe hai, me bat kar raha hu .tk, .ml jaise domain ki jo bilkul Free me available hai iski puri details niche di hui hai.

1. Free domain kharidne ke liye firstly aap below link pe click kare .      http://www.dot.tk/en/index.html

 2.link pe click karne ke bad ek new window khulega.

3.phir aap apne favorites domain ki availability check karle.

4.Agar aapka domain available hai toh green signal milega varna already taken milega.

5.agar aapka domain available hai to next pe click kare. phir ek new window open hoga.

6.ab aap below link ko click kare to ek naya page open hoga.
 http://www.000webhost.com/order.php

7.Above link karne ke bad ek form show karega usss form ki all details fillup kar dijiye domain host ke liye.

8. ab 000 webhost me apna email confirm kare.

9.ab email confirm hone ke bad domain me Webhosting me c panel option ayega usme jaye.

10.ab cpanel me main menu me jakar view account details option show karega usme jaye.

11.ab name server details dekh lijiye jo below image me hai.

12. ab Dot Tk registration me return jaye.

13.Ab DNS management me jake use your new domain option select kare.

14.Next aap your own DNS option pe click kare to ek new window khulega
usme step no .11 ki image me jo no show kar rahe hai vo bas dalne hai.

15.Ab aapko ye domain kab tak chahiye yeh select katna. usme aap 12 month select kare. 12 month ke bad domain renew karana padega.

16. Ab aap ye sari process successfuly complete karoge to ek confirmation email aayega, usme likha hoga ki successfully registered  your .tk domain.

17. phir aapko kuch settings karni hogi tab aapka domain 24 hour me chalu ho jayega.


.TK domain ko blogger me submit kaise kare uski details me agli post me batauga

Now enjoy your free .tk domain



Share this post on social media and your friends.






hello readers aapko ye post kaisi lagi ye hame comments ke jariye bataiye and aapki jo bhi problems ho vo muje comments me bataiye.

1 comment:

  1. mai aapki site ka daly visitor hu.Mai aapki site ki madat se ek blog banaya hu.
    bhai chake karke bataiye ki yh site kaisa ha.

    http://www.internetkapower.tk

    kya es site par adsense approved ho sakta hai.Please bro meri site par comment karke jarur bataiye.

    ReplyDelete

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
hindsoch. Powered by Blogger.