Free .Tk domain ko Blogger pe set kaise kare full tricks in hindi




Hello dosto ham phir hajir hai ek nayi tricks ke sath, hamne iske ke pahle ki post me bataya tha ki free .tk domain kaise kharide.  but isme ham batayege ki free .tk domain ko blogger me kaise submit kare. me aapko puri details de raha hu step by step aap sab step follow karoge to aapko koi problems nai aayegi domain ki submit ko lekar toh friends let's go and submit your domain on blogger.

Free Domain ko blogger me submit kaise kare?

1. Firstly aap blogger pe apna account login kare uske bad account me dashboard show karega phir apne blog par click karo. uske bad aap setting me jaye.

2.Setting me jane ke baad basic me jaye usme aapki subdomain vali site hogi ex. www.xyz.blogspot.com iske jaisa koi bhi jo aapne choose kiya hai vo address hoga.

3.Uske bad exact uske niche +setup third party Url aesa likha hoga.

4.Uspe click karo , uspe click karne ke bad ek uske andar ka  setting open hoga.

5.Usme first box me aap apna domain name likhe jo aapne liya tha .tk vala
or ha starting me www likhna na bhule.

6.ab aaap jaise hi domain name box me dalege to ek niche red colour ka error massage show karega.

7.Tension lene ki jarurat nai hai yeh common factor hai sab new domain set karne valo ke liye.

8.Phir aap uss site ko open kare jis site se aapne domain liya hai  and login kare apna account.

8.log in karne ke bad aapko domain ki list show karegi . jitne bhi aapne domain liye hai vo uss list me show karege.

9.ab aapne jo domain free liya tha vo uss list me hoga. uspe click kare.

10. domain address par click karne ke bad ek naya window open ho jayega.

11. window open hone ke bad menu me aapko manage freenom dns likha hua last me dikhega.

12.Uss button par click kare, uss me click karte hi ek window open hoga. usme aapko add record button par click karna hai, aese hi aapko ek ek karke sab record add karne hai more record me jake.

13. aapko usme host vale box me www likhana hai and ip address vale box me ye ip address dalne hai . 216.239.36.21 OR 216.239.38.21 koi bhi ek ko likhiye. Abhi More Records par click karke Save button par click kare. Niche screenshot dekhiye.

Free%2BTK%2BDomain%2BKaise%2BApne%2BBlog%2BPar%2BIstemal%2BKare%2BIn%2BHindi

Abhi Settings option se Basic par click kare.


14. next aap cname record add kare vo khase add kare vo me batata hu,  vo aapko phir se blogger me jakar setting me basic me jake +setup third party url vale option par click kare , jo aapne first me click kiya tha tab ek error massage aaya tha usme jo niche ke screenshot me hai.





15. pahle Freenom me jake  Cname me host ke box me www and second me ghs.google.com
and dusre records me voh red color vala records dalna hai.

16. ab aapko phir se blogger par jana hai and +setup third party url me ab aap vo free domain vala address dalege to error nai aayegi , starting www likhna hoga ,.

17. ab aapka free domain perfectly set ho gaya hai.





so friends Enjoyed with your free domains.





  • dear readers aapko koi bhi mujse post ke bare me sawal puchna hai to comment box me bataiye aapke har swal ka answer jarur milega.



Share this post on all social Media and help to other people.

2 comments:

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
hindsoch. Powered by Blogger.