Latest popular very Best Top 14 Tricks for very high increase your website traffic in hindi



 ham Blog site ki traffic kaise badhye uske bareme information share karenge apke sath

Q.kya aap apne blog ki traffic badhana chahte hai.
Q.kya aap chahte hai ki apka
blog bhi ek high traffic vala blog ho
Q.Kya aap chahte hai ki apki publih ki gai posts Google jald hi index/search me laye.

answer : Inn all Questions ke answer hai niche di hui puri post padhe.

Blog/website ki traffic kaise badhaye
Me step by step bata raha hu.

step1. Add Quality Content

Aap apni post full quality vali likhiye mera matlab hai aap thode quality vale content add kijiye to Google dhyan apki post par jald hi jayega or vo jald hi index kare or result vo aayega ki apki post first page pe dikhai degi or viewers jald hi aayege issse apki traffic jaroor badhegi trust me.


step2 . Maximum share in social media

Dusra option traffic badhane ka ye hai ki aap apni post ko maximum social media me share kijiye like , Facebook, Twitter, what's app, tumbler, LinkedIn, Instagram, Google+ and many others social media me maximum share kijiye or jo apne inn social media me account abhi tak nai banaya hai to aap jald hi bana lijiye or use kare.





step3. Facebook page ya Facebook me group banake

Ye bhi ek tricks hai traffic badhane ki jo aap traffic grow up karna chahte hai toh aap jald hi Facebook page bana lijiye uska name apke blog ya site ke header me jo name likha hua hai vo rakhege tok achcha hoga. or group banake bhi traffic growup kar sakte ho ya phir dusre group me add hoke usme apki post share karke bhi traffic badha sakte ho.


Step4: Make YouTube channel 

ye bhi ek tarika hai ki aap ek YouTube channel banake bhi traffic badha sakte hai. kaise me batata hu aap YouTube channel banaiye usme aap apke site ke post ke related content ke videos upload kijiye. aesa karne se log apke channel ki visit karege or videos achche lage toh subscribe ya share bhi karenge. videos me aap aesa bhi kahena ki more information for visit my site or blog to isse bhi apki traffic badhegi.
ye trick bahot blag ya site me bhi nai di gai hogi par iss site me apko har trick milegi jo sites me bhi dekhne ko nahi milegi.


Step5. Slow loading Template

Ye ek best trick hai apke liye ki aap aesa template rakhe apni site me ki vo jald hi loading ho means ki aap apne blog/site ki design aesi kare ki apki site very fast open ho jaye. aesa aap nai karege toh bahut si traffic boring hoke chali jaye dusri site pe phir bhale hi apne 100 guna best post kyuna ki ho ye rakhiye ki apki site ka look responsive hona chahiye to hi traffic growup hogi.

step6. Good alexa Rank Banaiye

Aap Alexa Rank good banaiye or vo good tab hi banega  jab aap uske rank me good performer me hoge isliye aap jitna ho sake quality content vali post publish kijiye toh Google jald hi post index karega and result of apka alexa rank good hoga.

Step7 Add good keywords in post and titles

Ye bhi good tricks hai ki aap most popular keywords ka use kare example of key Words AdSense se kaise earning kare toh isme AdSense keyword hua kyoki AdSense most of use hota hoga sab tech bloggers ke title me vaise hi WordPress se blog kaise banaye toh isme WordPress keyword hua.


step8.  Dusri High viewers vali site me apni post ki link add karke

Ye bhi ek tarika hai aap dusre high viewers vali site visit karo or usme comment box me apni post ki link paste karo or likho ki ye apki site kiske related hai uske bare me likho.





step9 Guest post likhkar

ye bhi trick hai. Aap dusri site ki visit karke uss site guest post likhiye and publish kijiye isse bhi views milege.

step10 .   Koi apki site me comments kare uska answer deke

ye bhi tarika hai , Apki site koi visitor comments kare toh uska Aap jwab doge toh yeh ek relation ban jayega apke or visitor ke bich or vo daily site visit karega aese hi jitni comments ho uske answer maximum dene ki kosis kare toh visitors bar aane ka man hoga apki site pe.

step11. Daily blog Update

Aap  daily blog ko update karte rahiye. daily kuch na kuch apke site ke heading ke related post karte rahiye. jo aap ek din bhi miss kar karne me to bhi aapka bahot loss jayega.

Step12. buy premium domain

yes yeh bhi ek tips hai aap premium domain like .com, .org, .net, .in and more domain aate hai . buy karoge toh apki post ko Google jald hi index karke first page pe la dega. or blogspot vala domain index hone me bahut times lagayega iss liye aese bhi traffic growup hoti hai. 
domain buy karne ke liye yaha click kare www.godaddy.com and bigrock.in

step13. Buy Premium Hosting

Yes sahi samje Hosting leke bhi traffic badha sakte hai , hosting lene vo apke site ko jald hi sab visitors internet pe dikhayega , apki site ko vo internet pe dalega vo sab search engine me show hogi.

hosting lene ke  yaha click kare:

godaddy.com
wordpress.com
bluehost.com
dreamhost


Step14. Google console account banake

Ha ek yeh bhi trick hai traffic badhane ki aap Google account banao to isse bhi traffic growup hogi.

account banane ke liye yaha click kare

google search console








Dear visitors apko yeh post site ki traffic kaise badhaye kaisi lagi please comments post karna. me hope rakhta hu ki ye post apko jarur upyogi hogi. thanks all visitors

No comments

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
hindsoch. Powered by Blogger.